Dil se bhulana: Heart touching shayari for her

girl in love

Muqaddar azmane main zamanay beet jatay hain
Muradain dil ki panay main zamanay beet jatay hain

Rakhta agar koi himat azhar-e ulfat ki
Zaban par baat lane main zamanay beet jatay hain

Muhabat zindagi main jo bari mushkil se milti hai
Magar us kay nibahne main zamanay beet jatay hain

Agar ik bar ankhon main achanak a basay koi
Usay dil se bhulane main zamanay beet jatay hain.

Leave a Reply

 wholesale nfl jerseys